Pages

Subscribe:
Showing posts with label Mohammad Rafi. Show all posts
Showing posts with label Mohammad Rafi. Show all posts

Bekhudi Me Sanam Uth Gaye Jo Kadam - Lyrics

 
Hindi Song: Bekhudi Me Sanam Uth Gaye Jo Kadam
Movie or Album: Haseena Maan Jaayegi (1968)
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Kalyanji-Anandji


Hindi Lyrics
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham

bekhudi me sanam uth gaye jo kadam - (2)
aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham

(oh oh oh........)
bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham

bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
aag yeh kaisee mann me lagee hai
mann se badhee toh tan me lagee hai

aag nahee yeh dil kee lagee hai
jitanee bujhayee, utanee jalee hai

dil kee lagee naa ho toh kya jindagee hai
sath ham jo chale mit gaye fasle

aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham

bekhudee me sanam uth gaye jo kadam
khoyee najar thee, soye najare
dekha tumhe toh jage yeh sare

dil ne kiye jo dil ko ishare, milke chale ham sath tumhare
aaj khushee se meraa dil yeh pukare
teraa daman mila, pyar meraa khila
aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham

bekhudee me sanam uth gaye jo kadam
dil kee kahanee pahonche juban tak
kisko khabar abb pahonche kahan tak
pyar ke rahee aaye yahan tak
jayenge dil kee had hai jahan tak
tum pas jo toh chale ham aasman tak
dil me arman liye lakh tufan liye
aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham
bekhudee me sanam uth gaye jo kadam - (3)

Gulabi Aankhe Jo Teri Dekhi- Lyrics

 Hindi Movie- The Train
Old Song- Gulabi Aankhe Jo Teri Dekhi

Artist- Mohammad Rafi
Music Director: R.D Burman

La la la la
La la la la la la la la la - 3
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya

Dil mein mere khwaab tere
Bas tere jaise ho deewaar pe
Tujhpe fida main kyoon hua
Aata hai gussa mujhe pyaar pe
Main lut gaya maanke dil ka kaha
Main kahin tha na raha
Kya kahoon main dilruba
Pura yeh jaadu teri aankhon ka
Yeh mera kaatil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya

Maine sada chaaha yehi
Daaman bacha loon haseenon se main
Teri kasam khwaabon mein bhi
Bachta fida naazneenon se main
Tauba magar mil gayi tujhse nazar
Mil gaya dard-e-jigar
Sun zara o bekhabar
Zara sa haske jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya

Khoya Khoya Chand- Lyrics

 
Hindi Movie- Kaala Baazar
Old Song- Khoya Khoya Chand
Artist- Mohammad Rafi
 
O ho ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Masti bhari hawa jo chali - 2
Khil khil gayi yeh dil ki kali
Mann ki gali mein hai khalbali
Ke unko to bulaao
O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Taare chale, nazaare chale - 2
Sang sang mere voh saare chale
Chaaron taraf ishaare chale
Kisi ke to ho jaao
Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Oh, oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh
Aisi hi raat, bheegi si raat - 2
Haathon mein haath hote voh saath
Keh lete unse dil ki yeh baat
Ab to na sataao
Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand
Hum mit chale jinke liye
Hum mit chale hai jinke liye
Bin kuch kahe voh chup chup rahe
Koi zara yeh unse kahe
Na aise aazmaao
Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand, khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand

Yeh Reshmi Zulfe Lyrics

Hindi Movie- Do Raaste
Old Song- Yeh Reshmi Zulfe
Artist- Mohammad Rafi
 Ye reshami zulfen
Ye sharabati aankhen
Inhen dekh kar ji rahe hain sabhi

Jo ye aankhen sharam se, jhuk jaaengi
Saari baaten yahin bas, ruk jaaengi
Chup rahna ye afasaana, koi in ko naa batlaana ki
Inhen dekh kar ji rahe hain sabhi
Ye reshami zulfen...

Zulfen magharoor itani, ho jaaengi
Dil to tadapaaengi, ji ko tarasaaengi
Ye kar dengi dewaana, koi inako naa batlaana ki
Inhen dekh kar ji rahe hain sabhi
Ye reshami zulfen...

Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya

Hindi Movie-Hum Dono
Old Song- Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya
Artist- Mohammad Rafi

LYRICS:

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha- (2)
Manana Fizul Tha- (2)
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya- (2)
Muqaddar Samajh Liya- (2)
Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan- (2)
Na Mehsoos Ho Jahan- (2)
Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Linkwithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...