Hindi Movie-Hum Dono
Old Song- Main Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya
Artist- Mohammad Rafi
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda
Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha- (2)
Manana Fizul Tha- (2)
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya- (2)
Muqaddar Samajh Liya- (2)
Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…
Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan- (2)
Na Mehsoos Ho Jahan- (2)
Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya
Artist- Mohammad Rafi
LYRICS:
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala GayaHar Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya